Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*shery {khamosh}*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*shery {khamosh}*~

    Apni Neend Se Mujhe Kuch Yon Bhi Mohobbat Hai "FARAZ",
    .
    .
    K Us Ne Kaha Tha Mujhe Pana Tumhara Sirf Khuwab Hai.



    *~SHERY~*KHAMOSH~*
    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

    Comment


    • Re: ~*shery {khamosh}*~

      ~*~Tum hi ne sawaar kiya tha mohabat ki kashti pe "FARAAZ"~*~

      ~*~Ab nazrain na churao mujhay doobta bhi dekho~*~



      *~SHERY~*KHAMOSH~*
      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

      Comment


      • Re: ~*shery {khamosh}*~

        Main tera Muntazir hon mujhe Muskura k mil,

        Kab tak tujhe talaash karon aab aa k mil,

        Yoon mil k phir judai ka lamha na aa sake,

        Jo Darmiyan mein hai sabhi kuch mita k mil,

        Ye kya k hum milein Bhi or mulaqat Bhi Na ho,


        Seenay se mat laga mujhe, Dil se laga k mil...



        *~SHERY~*KHAMOSH~*
        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

        Comment


        • Re: ~*shery {khamosh}*~

          Pehle Kabhi Ye Yadein Ye Tanhai Na Thi,

          Kabhi Dil Pe Madhoshi Chayi Na Thi,

          Jane Kya Asar Kar Gai 'USKI' Batein,

          Vrna Is Tra Kbi Yaad Ksi Ki Ai Na Thi.


          *~SHERY~*KHAMOSH~*
          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

          Comment


          • Re: ~*shery {khamosh}*~

            *~SHERY~*KHAMOSH~*
            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

            Comment


            • Re: ~*shery {khamosh}*~

              Hawa jb taiz chalti hai USKA Zikar hota hai,
              Jab patte sarsrate hain USKA ziker hota hai,

              Kabhi hole se shab ko Mere"DIL" me aa kar to deke,
              Ek mehfil saji hoti hai or USKA ziker hota hai,

              USEY kese bataon Kitni chahat mene ki US SE,
              K jb aansu behte hain USKA ziker hota haI...



              *~SHERY~*KHAMOSH~*
              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

              Comment


              • Re: ~*shery {khamosh}*~

                Koi mila hi nahi jis ko wafa dete,

                Hr ik ne dhoka dia kis kis ko saza dete,

                Ye hamara zarf tha k khamosh rahe Warna,

                Daastan sunatey to mehfil ko rula dete...



                *~SHERY~*KHAMOSH~*
                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                Comment


                • Re: ~*shery {khamosh}*~

                  Zoq-e-junoon ko had say guzar janay do***
                  *.*
                  *,*
                  *.*
                  Wo smaitnay aaye gi hamain bikhar janay do***
                  *.*
                  *,*
                  *.*
                  Abi dastras main hon to ehsas nahi usko***
                  *.*
                  *.*
                  *.*
                  Ro ro k pukaray gI hamain zara mar to janay do***
                  *.*
                  *,*
                  *.*
                  *~SHERY~*KHAMOSH~*
                  Last edited by shehereyar_khan; 22 December 2009, 17:14.
                  ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                  Comment


                  • Re: ~*shery {khamosh}*~

                    Apni har khushi se khubsurat USKI sham kardun!

                    Apni mohabbat or dosti USKY naam kardun,

                    Miljaye ye zindagi agar dubara,

                    Tou har bar ye zindagi US k naam kardun.



                    *~SHERY~*KHAMOSH~*
                    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                    Comment


                    • Re: ~*shery {khamosh}*~

                      Har jurm meri zaat sy mansoob hua hai "MOHSIN",
                      *.*
                      *.*
                      *.*
                      Kya meray siwa shehar me masoom hein saray.
                      *.*
                      *.*
                      *.*

                      *~SHERY~*KHAMOSH~*
                      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                      Comment


                      • Re: ~*shery {khamosh}*~

                        deyee jalane ki rasme bohat purani hai.....
                        *.*
                        *.*
                        *.*
                        hamare gaoo me ab dil jalaee jatay hain.
                        *.*
                        *.*
                        *.*

                        *~shery~*khamosh~*
                        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                        Comment


                        • Re: ~*shery {khamosh}*~

                          :=))Yeh jo sar-e-rah diya jalta hai,
                          :=))Lagta hai kisi ghareeb ka jiya jalta hai,

                          :=))Koi aisa b ho tm say itna pochay,
                          :=))Es tarha satany say tujay kya milta hai,

                          :=))Chand roz k qisay kahanian hain,
                          :=))Kon kesi k sath umer bhr chalta hai,

                          :=))Itni si baat aaj ka insan nahi samjhta,
                          :=))Kapray mailay hon tou kon galay milta hai,

                          :=))Umer ganva di hum nay ek Shakhs ki talaash main,
                          :=))Log kehtay thay dhoondnay say KHUDA milta hai...



                          *~SHERY~*KHAMOSH~*
                          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                          Comment


                          • Re: ~*shery {khamosh}*~

                            Her Roz k milney ka takaluff kaisa "FARAZ"
                            *.*
                            *.*
                            *.*
                            Chaand 100 baar b nikle to naya lagta hai..
                            *.*
                            *.*
                            *.*

                            *~SHERY~*KHAMOSH~*
                            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                            Comment


                            • Re: ~*shery {khamosh}*~

                              Hamari kabar ki matti roz churata hai koi,
                              *.*
                              *.*
                              *.*
                              Har dam har pal yaad aata hai koi,
                              *.*
                              *.*
                              *.*
                              Ay ALLAH 2 lamhe k liye saans de de,
                              *.*
                              *.*
                              *.*
                              Roz meri kabar se udaas jata hai koi..
                              *.*
                              *.*
                              *.*

                              SHERY {KHAMOSH}
                              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                              Comment


                              • Re: ~*shery {khamosh}*~

                                Us ko mera halka sa ehsaas to hai,
                                Be-dard sahi woh mera humraaz to hai,

                                Woh aye na aye mere pas lakin,
                                Shidat se mujay uska intzaar to hai,

                                Abi nahi to kya hua mil hi Jaey ga kabhi,
                                Mere dil me us se milne ki aas to hai,

                                Pyar ki gawahi meri ankhon se na mang,
                                Barasti nahi ankhain magar dil udas to hai...



                                SHERY {KHAMOSH}
                                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                                Comment

                                Working...
                                X